|
free download Faani Dayar Hai From Soch Lo 2010
|
|
|
Song Lyrics Title : Faani Dayar Song Lyrics Movie : Soch Lo (2010) Singer : Master Salim & Charu Moohan Music Director : Charu Moohan Lyricist : Charu Moohan Music Label : Junglee Music
mp3 songs
Goonjti hai jo seenay mein kahin Goonjti hai jo seenay mein kahin Dabi khamoshiyan sargoshiyan jalti tishnai Yahan jo aaj hai wayi saans hai jee loon zindagi
Pee jaa dariya saare, chakle chaand sitaare Pee jaa dariya saare, chakle chaand sitaare Takiya baadal ka hai, so ja pankh pazaare Amrit ghat mein Koont hazaar dokha sab sansaar faani dayar hai Dokha sab sansaar faani dayar hai - 3 times
Hai talaash jiski talaash, woh hai kahan dhunda jahan Meri aarzoo meri justuju, main kaun hoon aur hoon kahan Hai talaash jiski talaash, woh hai kahan dhunda jahan Meri aarzoo meri justuju, main kaun hoon aur hoon kahan
Pee jaa dariya saare saathi, chakle chaand sitaare saathi Takiya baadal ka le ke tu, so ja pankh pasaare saathi Pee jaa dariya saare saathi, chakle chaand sitaare saathi Takiya baadal ka le ke tu, so ja pankh pasaare saathi Soch le yeh kahani teri Soch le hai rubaani teri Tu hi banda tu hi maula tera Anhat teri kismat Dokha sab sansaar faani dayar hai - 4 times
Ek khwaab hai soya hua, aadha sa woh jaaga hua Main kaun hoon iss neendh ki, aagosh mein khoya hua Ek khwaab hai soya hua, aadha sa woh jaaga hua Main kaun hoon iss neendh ki, aagosh mein khoya hua
O bande Dokha sab sansaar faani dayar hai - 4 times
Hai talaash jiski talaash, woh hai kahan dhunda jahan Meri aarzoo meri justuju, main kaun hoon aur hoon kahan Ek khwaab hai soya hua, aadha sa woh jaaga hua Main kaun hoon iss neendh ki, aagosh mein khoya hua
Aankhon mein meri jaaliyan Aur tez dum bharti hui Yaadon ki dhundali aandhiyan
Posted by : {Anju}
| |
|
|
Free Faani Dayar Hai songs download
Recent Tag : Free Faani Dayar Hai songs download, Faani Dayar Hai mp3 song free download, online play Faani Dayar Hai mp3 song, Faani Dayar Hai lyrics, Faani Dayar Hai from Soch Lo 2010