free download Are Chakoo Chale From Zalzala 1988


Song Lyrics Title : Are Chakoo Chale
Song Lyrics Movie : Zalzala (1988)
Director:Harish Shah
Producer(s):Vinod Shah
Music Director(s):    Rahul Dev Burman
Lyricist(s): Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Composer(s): Rahul Dev Burman
Release : 27th April, 1988
mp3 songs


Hey laala laala aahaa
Are chakoo chale tere liye bazaro main
Jang chhide tere liye to yaaro main
Tufa teri jawani husn hai woh bala
Are dilwalo ki duniya main aaya hai hai
Zalzala zalzala

Ho chakoo chale mere liye bazaro main
Jang chhide mere liye to yaaro main
Jab usne ishq kaa ye chal nikala silsila
Are dilwalo ki duniya main aaya hai hai
Zalzala zalzala

Duniya ke teero se jalti samsiro se
Tujha ko bachake mein laaya
Mera jigar dekh dil dekh mera tu
Kab se dil tukh pe aaya
Duniya se mujhako bachha laya lekin
Mujhse tujhako kaun bachayega
Tune jo kardi koi meharbaani
Jawaani pe daag lag jaayega

Kaise ghar jaaugi main toh mar jaaugi
Are gharwalo ki duniya main
Aaye haa zalzala zalza

Ho hothon ko baalo ko aankho ko gaalo ko
Door se dekh karunga
Pyaar ka parmit milenga na jabtak
Tabtak tujhako na chhunaga
Ho main bhi hasee aur tu bhi jawa jaane
Bach jaaye kab teri ghanti
Mujhako na chhuyegana chhedega na tu
Is ki kyaa hai geranti
Pehale naam main jodunga
Phir kitna pyaar karunga
Duniya ki aawaje ne aaye gaa ga
Zalzala zalza

Are chakoo chale mere liye bazaro main
Jang chhide mere liye to yaaro main
Tufa teri jawani husn hai woh bala
Are dilwalo ki duniya main aaya hai hai
Zalzala zalzala
Zalzala zalzala
 Zalzala zalzala


lowerbanner

Free Are Chakoo Chale songs download

Recent Tag : Free Are Chakoo Chale songs download, Are Chakoo Chale mp3 song free download, online play Are Chakoo Chale mp3 song, Are Chakoo Chale lyrics, Are Chakoo Chale from Zalzala 1988