free download Husn Walon Ke Panje From Yaar Mera 1971


Song Lyrics Title : Husn Walon Ke Panje Me Aa
Song Lyrics Movie : Yaar Mera (1971)
Singer : Asha Bhosle
Music By : Shankar Jaikishan   
Lyricist : Neeraj   
Film Director : Atma Ram
Film Producer : Raja Ram, Satish Wagle
Film cast : Jeetendra, Rakhee, Nazima, Jayant, Helen,
 Manmohan, Paintal, Sajjan

mp3 songs


husn walo ke panje me aa husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai raat ke andhere me
husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai raat ke andhere me
husn walo ke panje me aa..

kya jane kyu tu ghabra gaya hai dil hi to dil se takra gaya hai
kya jane kyu tu ghabra gaya hai dil hi to dil se takra gaya hai
aisa sitam kya hua aisa sitam kya hua
husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai rat ke andhere me
husn walo ke panje me aa..

rato ki jagmag jitni suhani utni gajab ki meri jawani
rato ki jagmag jitni suhani utni gajab ki meri jawani
yaro se dil to laga yaro se dil to laga husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai rat ke andhere me
husn walo ke panje me aa..

ye gori gori chamkili bahe inko samjhle jannat ki rahe
ye gori gori chamkili bahe inko samjhle jannat ki rahe
baho me aaja jara baho me aaja jara
husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai rat ke andhere me
husn walo ke panje me aa...

husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai rat ke andhere me
kya kya hota hai rat ke andhere me
kya kya hota hai rat ke andhere me....


Posted By : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Husn Walon Ke Panje songs download

Recent Tag : Free Husn Walon Ke Panje songs download, Husn Walon Ke Panje mp3 song free download, online play Husn Walon Ke Panje mp3 song, Husn Walon Ke Panje lyrics, Husn Walon Ke Panje from Yaar Mera 1971