free download Ay Meri Rahate Jaan From Yeh Aag Kab Bujhegi 1991


Song Lyrics Title = Ay Meri Rahate Jaan
Song Lyrics Movie = Yeh Aag Kab Bujhegi (1991)
Singer = Mohammed Aziz    
Music Director = Ravindra Jain        

Mp3 Song Lyrics

happy birthday to you, happy birthday to you
happy, happy birthday to you puja
happy birthday to you
happy, happy birthday to you puja
happy birthday to you
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha
tujhse aabad hai, tujhse aabad hai meri khusiyo ka jaha
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha

har khusi, har bahar tujse hai, zindagi khus gawar tujhse hai
meri aankho ki roshani hai tu, kya kahu kitna pyar tujhse hai
meri aankho ki roshani hai tu, kya kahu kitna pyar tujhse hai
tere chehare pe likhe, tere chehare pe likhe, kitani yado ke nisha
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha

kya batau meri beti mujhe kya lagti hai
miti goli teri vedo ki rich lagti hai
kabhi kura, kabhi gita ki sada lagti hai
rup sita ka hai, radha ki ada lagti hai
tujhpe hota hai kabhi, tujhpe hota hai kabhi
mujhe mariyam ka guma,
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha

mai to us waqt ke us din ke liye zinda hu
mai tere hatho me jab rang hina dekhuga
tujhko doli me bithauga, vidayi duga
chain pauga jab ghar tera basa dekhuga
apni yado ki mahak, apni yado ki mahak
chhod  jayegi yaha,
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha
tujhse aabad hai, tujhse aabad hai meri khusiyo ka jaha
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha
aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha
happy birthday to you, happy birthday to you
happy, happy birthday to you puja
happy birthday to you

Posted by  : {Anju Verma}


lowerbanner

Free Ay Meri Rahate Jaan songs download

Recent Tag : Free Ay Meri Rahate Jaan songs download, Ay Meri Rahate Jaan mp3 song free download, online play Ay Meri Rahate Jaan mp3 song, Ay Meri Rahate Jaan lyrics, Ay Meri Rahate Jaan from Yeh Aag Kab Bujhegi 1991