free download Gazab Ka Hai Yeh Din From Sanam Re 2016


Song Title = Gazab Ka Hai Yeh Din
Movie/album = Sanam Re (2016)
Singers = Amaal Mallik, Arijit Singh
Song Lyricists = Manoj Muntashir
Music Director = Amaal Mallik
Director = Divya Khosla Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara

Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe

Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan

Yeh sama hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara.))

Posted by  : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Gazab Ka Hai Yeh Din songs download

Recent Tag : Free Gazab Ka Hai Yeh Din songs download, Gazab Ka Hai Yeh Din mp3 song free download, online play Gazab Ka Hai Yeh Din mp3 song, Gazab Ka Hai Yeh Din lyrics, Gazab Ka Hai Yeh Din from Sanam Re 2016