free download Raatein Tere Sirhane From Shivaay 2016


Song Title = Raatein Tere Sirhane
Movie/album = Shivaay (2016)
Singers = Jasleen Kaur Royal
Song Lyricists = Aditya Sharma
Music Director = Jasleen Kaur Royal
Director = Ajay Devgan

Mp3 Song Lyrics

((Raatein tere sirhane
Bure sapno ke bahaane
Jaagte, jaagte, kaat li

Chup teri baatein
Bunti hoon yaadein
Aadhi, aadhi, baant li

Hai kaisa ye jahaan
Ruki zindagi ravaan
Ik main hoon aur ik tu hai bas yahan

Hey ya, hey ya...
Hey ya, hey ya...hey!

Khoi neendon ko
Tere khayalon ki ye ungliyan
Halke se, dheeme se, gudgudaaye jo
Khamoshi ko padh lu main
Harf harf jad loon main
Bin kahe, kuch mujhe samjhaye toh

Hai kaisa ye jahaan
Ruki zindagi ravaan
Ik main hoon aur ik tu hai bas yahan

Hey ya, hey ya...
Hey ya, hey ya...hey!

Andheron ki yeh paheliyan
Dhoop teri se ho jaaye dhuaan
Tujhse mile hain rang jahaan ke
Hone tere se hai hona mera

Hai kaisa ye jahaan
Ruki zindagi ravaan
Ik main hoon aur ik tu hai bas yahan.))

Posted by : {Sandhya Kanojiya}


lowerbanner

Free Raatein Tere Sirhane songs download

Recent Tag : Free Raatein Tere Sirhane songs download, Raatein Tere Sirhane mp3 song free download, online play Raatein Tere Sirhane mp3 song, Raatein Tere Sirhane lyrics, Raatein Tere Sirhane from Shivaay 2016