free download Piddly Si Baatein From Shamitabh 2015


Song Title = Piddly Si Baatein
Movie/album = Shamitabh (2015)
Singers = Amitabh Bachchan
Song Lyricists = Swanand Kirkire
Music Director = Ilaiyaraaja
Director = R. Balki
Music Label = Eros Now

Mp3 Song Lyrics

((Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade

Pagla hoon yaar ya pagla hai pyaar
Aise chalta hai ye karobaar
Pyaar ke saaye mein sab piddly hain yahaan
Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade
Waade muraadein yeah hey..

Khili khili soorat teri
Uske aage sab hain piddly piddly
Mili mili aisi khushi
Iske aage sab hain piddly piddly

Lab ki lifaafon mein jo likhi hain marziyaan
Chhup ke se sun ne mein hi hai mazaa
Lafzon ke kabjon mein jo chupi hain chaahatein
Aankhon se padhne mein hi hai nasha
Nashe ke saaye mein sab piddly hain yahaan

Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade
Waade muraadein yeah hey..

Na na na teri na na
Uske aage saare haan piddly piddly
Haa na yaa na zara yaa naa
Tu jo hai toh sapne piddly piddly
Socha hai maine woh jo sochogi tum kabhi
Socho se aage jaane mein hai mazaa
Khwaabo se aage jo bhi dekhogi khwaab tum
Khwaabo se aage chalne mein hai nasha
Nashe ke saaye mein sab piddly hain yahaan

Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade

Pagla hoon yaar ya pagla hai pyaar
Aise chalta hai ye karobaar
Pyaar ke saaye mein sab piddly hain yahaan
Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade
Waade muraadein yeah hey..))

Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Piddly Si Baatein songs download

Recent Tag : Free Piddly Si Baatein songs download, Piddly Si Baatein mp3 song free download, online play Piddly Si Baatein mp3 song, Piddly Si Baatein lyrics, Piddly Si Baatein from Shamitabh 2015