free download Din Patjhad Ke Hon From Bahaar Aane Tak 1949


Song Lyrics Title = Din Patjhad Ke Hon
Song Lyrics Movie = Bahaar Aane Tak
Singers =  Anuradha Paudwal, Manhar Udas
Song Lyricists =  Mohan Sharma
Music Composer =  Rajesh Roshan
Music Director =  Rajesh Roshan
Director =  Tariq Shah
Music Label =  T - Series
Starring =  Sumeet Sehgal, Roopa Ganguly, Tariq Shah, Moon Moon Sen, Shammi
Release on =  7th December, 1990

mp3 songs


Din patjhad ke ya bahare ho
Majhdhar me ho ya kinare ho
Din patjhad ke ya bahare ho
Majhdhar me ho ya kinare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho me hath hamare ho
Hatho me hath hamare ho

Din patjhad ke ya bahare ho
Majhdhar me ho ya kinare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho me hath hamare ho
Hatho me hath hamare ho

Is tarah se mujhe me samaja tu
Jaise phool me hai rang aur khusbu
Me tujhme chhup jau aise
Murli me chhupe hai swar jaise
Uthe meri nagar jis waqt jaha ho o
Uthe meri nagar jis waqt jaha
Najaro me tere najare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho me hath hamare ho
Hatho me hath hamare ho

Asha ho safar ho ya ho muskil
Ek rah apni ek manjil
Rut khusiyo ki gham ka mausam
E ksath uthe jab uthe kadam
Jab pyar wafa ki bate ho o
Jab pyar wafa ki bate ho
Har juba pe naam hamare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho me hath hamare ho
Hatho me hath hamare ho

Ye thandi hawa ye mast fiza
Sun sajna hamse kahti hai kya
Kahti hai na preet kabhi tute
Gham nahi agar dunia chhute
Fir lenge janam fir hoga milan
Fir lenge janam fir hoga milan
Har janam me sath tumhare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho me hath hamare ho
Hatho me hath hamare ho

Din patjhad ke ya bahare ho
Majhdhar me ho ya kinare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho me hath hamare ho
Hatho me hath hamare ho.



Posted by : Priyanka Shukla


lowerbanner

Free Din Patjhad Ke Hon songs download

Recent Tag : Free Din Patjhad Ke Hon songs download, Din Patjhad Ke Hon mp3 song free download, online play Din Patjhad Ke Hon mp3 song, Din Patjhad Ke Hon lyrics, Din Patjhad Ke Hon from Bahaar Aane Tak 1949