free download Bagon Me Bahar Aai From Mome Ki Gudiya 1972


Song Lyrics Title : Bagon Me Bahar Aai
Song Lyrics Movie : Mome Ki Gudiya (1972)
Singer(s): Anand Bakshi, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Laxmikant-Pyarelal
Lyricist(s): Anand Bakshi

mp3 songs

o o o o.....

baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
aaja aaja aaja aaja meri raani
rut bekaraar aayi -2 doli mein sawaar aayi
aaja aaja aaja aaja mere raaja
baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
aaja aaja aaja aaja meri raani

phulon ki gali me aayi (bhanwaro ki toliyaan -2)
diye se patanga khele aankh micholiyaan
bole aisi boliyaan ke pyaar jaaga, jag so gaya
rut bekaraar aayi, doli mein sawaar aayi
aaja aaja aaja aaja mere raaja
baagon mein bahaar aayi

sapana toh sapano ki (baat hai pyaar mein -2)
nind nahi aati sainya tere intjaar mein
hoke bekaraar tujhe dhundhun main, tu kahaan kho gaya
baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
aaja aaja aaja aaja meri raani
aaja mere raaja

lambi lambi baatein chhede, (chhoti si raat mein -2)
saari baatein kaise hongi ik mulaqaat me
ek hi baat mein lo dekh lo sawera ho gaya
baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
aaja aaja aaja aaja meri raani
rut bekaraar aayi, doli mein sawaar aayi
aaja aaja aaja aaja mere raaja
aaja meri raani, aaja mere raaja








lowerbanner

Free Bagon Me Bahar Aai songs download

Recent Tag : Free Bagon Me Bahar Aai songs download, Bagon Me Bahar Aai mp3 song free download, online play Bagon Me Bahar Aai mp3 song, Bagon Me Bahar Aai lyrics, Bagon Me Bahar Aai from Mome Ki Gudiya 1972