Song Lyrics Title = Kuch Khona Hai Kuch Pana Hai Song Lyrics Movie = Pardesi Babu (1998) Singer = Udit Narayan Lyricist = Anand Raj Anand, Sudhakar Sharma Music Director = Anand Raj Anand Film Director = Manoj Agarwal Film Producer = Kulbhushan Gupta Film cast = Govinda, Raveena Tandon, Shilpa Shetty, Shashikala, Mohnish Behl, Satish Kaushik,
mp3 songs
((kuch khona hai kuch pana hai, jiwan ka khel
purana hai kuch khona hai kuch pana hai, jiwan ka khel
purana hai jab tak ye sans chalegi, yara ye to chalte
jana hai kuch khona hai kuch pana hai, jiwan ka khel
purana hai jab tak ye sans chalegi, yara ye to chalte
jana hai
kabhi sukho ka mela, kabhi hai akela ye
jiwan ho kabhi sukho ka mela, kabhi hai akela ye
jiwan ho kon apna begana ye jana pahchana, ye na
pahchaan tera man ho prem ki sargum gau hardum, mai hu prem
pujari dil lena dil dena janu, janu na dunia dari dharti ki lay pe jiwan ko, ek mitha geet
banana hai jab tak ye sans chalegi, yara ye to chalte
jana hai kuch khona hai kuch pana hai, jiwan ka khel
purana hai
hona hai jo ho jaye kahe ghabraye, tu pagle
o hona hai jo ho jaye kahe ghabraye, tu pagle
o insan agar hai tu sachha, to hoga achha ho dekh nayi dunia ki ahe, bahe khol pukare nayi subah ka suraj hoga, honge naye sitare sapno ke sahar me jana hai, jakar ko pana
hai jab tak ye sans chalegi, yara ye to chalte
jana hai kuch khona hai kuch pana hai, jiwan ka khel
purana hai...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |