|
free download Kya Maar Sakegi From Sanyasi 1975
|
|
|
Song Title = Kya Maar Sakegi Maut Use Movie/Album = Sanyasi (1975) Singers = Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai) Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi Director = Sohanlal Kanwar Music Label = Saregama
Mp3 Songs Lyrics
((Kya mar sakegi maut use Oro ke liye jo jita hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use Oro ke liye jo jita hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use
Balapan vidya ke liye hai Bhog ke liye jawani hai Balapan vidya ke liye hai Bhog ke liye jawani hai Jog ke liye budapa hai Ye jag ki reet purani hai Hai karm yog hi yog bada Yahi sachayi yahi geeta hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use Oro ke liye jo jita hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use
Hona hota hai jinko amar Wo log to marte hi aaye Hona hota hai jinko amar Wo log to marte hi aaye Oro ke liye jiwan apna balidan Wo karte hi aaye Dharti ko diye jisne badal Wo sagar kabhi na reeta hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use
Jisne wish piya bana sankar Jisne wish piya bani meera Jisne wish piya bana sankar Jisne wish piya bani meera Jo cheda gaya ban moti Jo kata gaya bana heera Wo nar hai to hai ram Wo nari hai to sita hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use Oro ke liye jo jita hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use...))
Posted by : {Ritu Kesharwani} | |
|
|
Free Kya Maar Sakegi songs download
Recent Tag : Free Kya Maar Sakegi songs download, Kya Maar Sakegi mp3 song free download, online play Kya Maar Sakegi mp3 song, Kya Maar Sakegi lyrics, Kya Maar Sakegi from Sanyasi 1975