|
free download Yaar Badal Na Jana From Talaash 2003
|
|
|
Song Lyrics Title : Yaar Badal Na Jana Song Lyrics Movie : Talaash (2003)
mp3 songs
armaanon ke is gulshan men tum aa e ho saawan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah mere yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil men tum rahati ho dharkan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah saagar ke sang lahar kiran suuraj ke saath men chalti hain shama hamesha parwaane ki chaahat men jalti hai phuul men khushbuu rahati hai aur sip men moti rahata hai tera mera hoga milan dharti se ambar kahata hai mere honthon pe rahana har dam saazon men chupi sargam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah mere yaar badal na jaana mausam ki tarah milke judaa ab hone se dil kyon darta hai khone se main tere saath men ab rahuunga sadaa main ne li hai qasam hai mera faisla aakhiri saas tak ham na honge juda until our final breath, we won t be parted yaar badal na jaana mausam ki tarah mere yaar badal na jaana mausam ki tarah tum rahati ho dharkan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah mere yaar badal na jaana mausam ki tarah sarkaar badal na jaana mausam ki tarah dekho yaar badal na jaana mausam ki tarah
| |
|
|
Free Yaar Badal Na Jana songs download
Recent Tag : Free Yaar Badal Na Jana songs download, Yaar Badal Na Jana mp3 song free download, online play Yaar Badal Na Jana mp3 song, Yaar Badal Na Jana lyrics, Yaar Badal Na Jana from Talaash 2003