Song Lyrics Title : Wafaa Song Lyrics Movie : Wafaa (2008) Singers: Kalpana Chauhan Song Lyricists: Shahab Allahabadi Music Composer: Ravi Pawar, Sayed Ahmed Music Director: Ravi Pawar, Sayed Ahmed Director: Rakesh Sawant
mp3 songs
Sunaaye kya tumko fasaana kisika Mera dil bhi tha yeh deewaana kisika Magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa Sunaaye kya tumko fasaana kisika Mera dil bhi tha yeh deewaana kisika Magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa
Rote rote kehata hai yeh jakhm e jigar Aaja kabhi meri taraf tu laut kar Rote rote kehata hai yeh jakhm e jigar Aaja kabhi meri taraf tu laut kar Armaan hai itana hi are bewafa kar kabhi wafa, wafa, wafa, wafa Sunaaye kya tumko fasaana kisika Mera dil bhi tha yeh deewaana kisika Magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa
Dil ne mere jaana jisako diljaaniya Deke mujhako wohi gaya tanhaayiya Dil ne mere jaana jisako diljaaniya Deke mujhako wohi gaya tanhaayiya Dil ka hai bas yeh ghum Kabhi usane mujhse na ki wafa, wafa, wafa, wafa Sunaaye kya tumko fasaana kisika Mera dil bhi tha yeh deewaana kisika Magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa Wafa, wafa, wafa, wafa..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |