|
free download Jawani Ka Guzra Zamaana From Waqt Ki Deewar 1981
|
|
|
Song Lyrics Title : Jawani Ka Guzra Zamaana Song Lyrics Movie : Waqt Ki Deewar (1981) Music : Anjaan Lyrics : Laxmikant Shantaram Kudalkar, Pyarelal Ramprasad Sharma Singers : Asha Bhosle, Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey
mp3 songs
zawani ka guzra zamana mujhe yad aane laga jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai dil gungunane laga hai jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai mera mehman walla meri jan walla ho gaya kurban walla kya maja aane laga hai jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
kya chand utra jami pe kya rat hai ilahi kya rat hai ilahi humko mila jo wo teri saugat hai ya ilahi rukh e roshan se utha jo parda tere jalwo se ye mera dil ye jagmagane laga jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai dil gungunane laga hai
yu apni basti me lake na ched bate banake na ched bate banake ab sharam kaisi tujhe mai laya hu dulhan banake mai to sharmau haye mari jau mera diwana sanam ye kya sitam dhane laga hai jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai dil gungunane laga hai
ya khuda maine jo dua mangi meri dua ka aaj asar aane laga hai jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai dil gungunane laga hai zawani ka guzra zamana mujhe yad aane laga jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai dil gungunane laga hai jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai.
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Jawani Ka Guzra Zamaana songs download
Recent Tag : Free Jawani Ka Guzra Zamaana songs download, Jawani Ka Guzra Zamaana mp3 song free download, online play Jawani Ka Guzra Zamaana mp3 song, Jawani Ka Guzra Zamaana lyrics, Jawani Ka Guzra Zamaana from Waqt Ki Deewar 1981