|
free download So Jaoon Mai Male From Woh Lamhe 2006
|
|
|
Song Lyrics Title : So Jaoon Mai (Male) Song Lyrics Movie : Woh Lamhe (2006)
mp3 songs
so jaaoon main magar mere khwaabon mein aaon mere khwaabon mein aaon so jaaoon main magar meri yaadon mein aaon meri yaadon mein aaon jaagi nazar mein soyi nazar mein har pal sanam tum jhilmilaaon so jaaoon main magar mere khwaabon mein aaon mere khwaabon mein aaon so jaaoon main magar meri yaadon mein aaon meri yaadon mein aaon
meri khushi mein shaamil raho tum iss zindagi mein shaamil raho tumn yun toh hai laakhon armaan dil mein mehfil mein jaan-e-mehfil raho tum hothon pe mere shaam savere yun sanam tum muskuraaon so jaaoon main magar mere khwaabon mein aaon mere khwaabon mein aaon so jaaoon main magar meri yaadon mein aaon meri yaadon mein aaon
banke sitara aankhon mein chamko in aati jaati saanson mein mehko bas jaaon aake tum meri jaan mein dil banke mere seene mein dhadko tum mujhko chaho baas mujhko chaho saare jahaan ko bhul jaaon so jaaoon main magar mere khwaabon mein aaon mere khwaabon mein aaon so jaaoon main magar meri yaadon mein aaon meri yaadon mein aaon jaagi nazar mein soyi nazar mein har pal sanam tum jhilmilaaon so jaaoon main magar mere khwaabon mein aaon mere khwaabon mein aaon so jaaoon main magar meri yaadon mein aaon meri yaadon mein aaon
| |
|
|
Free So Jaoon Mai Male songs download
Recent Tag : Free So Jaoon Mai Male songs download, So Jaoon Mai Male mp3 song free download, online play So Jaoon Mai Male mp3 song, So Jaoon Mai Male lyrics, So Jaoon Mai Male from Woh Lamhe 2006