free download Hai Ye Wohi Aasman From Char Chand 1953


Song Lyrics Title : Hai Ye Wohi Aasman
Song Lyrics Movie : Char Chand (1953)
Singers-Asha Bhonsle/Talat Mehmood
 Lyrics-A Karim
MD-Nashaad

mp3 songs

hai ye wohi aasmaaaan
hai ye wohi aasmaan
aur hai wo hi zameen
par meri taqdeer ka
ab wo zamaanaa nahin
ab wo zamaanaa nahin
hai ye wohi aasmaan
aur hai wo hi zameen
par meri taqdeer ka
ab wo zamaanaa nahin
ab wo zamaanaa nahin

ab yehi kehtaa hai dil
door kahin jaa baso
door kahin jaa baso
us jagah koi jahaan
apna paraayaa na ho
apna paraayaa na ho
hai ye wohi aasmaan
aur hai wo hi zameen
par meri taqdeer ka
ab wo zamaanaa nahin
ab wo zamaanaa nahin

jin ka mera saath thhaa
chhod gaye raah mein
ae ae
chhod gaye raah mein
kaise bulaa un unhen
dard nahin aah mein
dard nahin aah mein
hai ye wohi aasmaan
aur hai wo hi zameen
par meri taqdeer ka
ab wo zamaanaa nahin
ab wo zamaanaa nahin

sang thhe hum tum wo din
laaun kahaan se bhalaa
aa aa
laaun kahaan se bhalaa
bichhde huye phir milen
ab to yehi hai duaa
ab to yehi hai duaa
hai ye wohi aasmaan
aur hai wo hi zameen
par meri taqdeer ka
ab wo zamaanaa nahin
ab wo zamaanaa nahin
hai ye wohi aasmaaaan
aa aa aa

Posted by: {Anju}




lowerbanner

Free Hai Ye Wohi Aasman songs download

Recent Tag : Free Hai Ye Wohi Aasman songs download, Hai Ye Wohi Aasman mp3 song free download, online play Hai Ye Wohi Aasman mp3 song, Hai Ye Wohi Aasman lyrics, Hai Ye Wohi Aasman from Char Chand 1953