|
free download Jai Siyaram Jai Siyaram From Dav Pech 1989
|
|
|
Song Lyrics Title = Jai Siyaram Song Lyrics Movie = Dav Pech (1989) Singers = Shailendra Singh Song Lyricists = Indeevar Music Composer = Anu Malik Director = Kawal Sharma Music Label = T-Series Starring = Bhanupriya, Chandrashekhar, Prem Chopra, Bob Christo, Sunil Dhawan, C.S. Dubey, Dinesh Hingoo, Manik Irani
mp3 songs
Jai siyaram jai siyaram
Sar pe paghadi hath mein laathi Munh mein daale paan hummm… Sar pe paghadi hath mein laathi Munh mein daale paan Seher mein aaya gaaon waala Logo karo pranaam Seher mein aaya gaaon waala Logo karo pranaam Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram jai siyaram Ram ram jai siyaram
Tumne to pehane ghunaho ke ghehane Auro ki khushiyan churaayi Are dhoti aur kurate ki khilli Udaate ho mehanat ki hai ye kamaai Haan saare sarifo ke cheharo pe pal mein Chahun to parade utha doon Do haath mere hazaron pe bhaari Dekho to kartab dikha doon Kaam kardoon tumhara tammam Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram jai siyaram Ram ram jai siyaram
Chaand aur suraj ko badhake hain Mujhko pehanake hatho ki roti Main pyaar auro ka na taaku na jhaaku Na neeyat nahi meri khoti Ek raag hotho par ek aag seene mein Paapo ki lanka jhala doon Seeta ka daaman chhule jo raavan Raavan ki hasti mitta doon Pyaar hi pyaar mera paigaam Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram jai siyaram Ram ram jai siyaram
Mamta se chhalek mann bahon mein apna Pyaar ki veerasat hain paayi Are ganaga se paawan jo gaaon ki mitti Usse tam mann mein humne basayi Hain kahan woh ram lakshman se bhai Hain kahan woh seeta maai Aaya yaad phir se tumhein Sikshan jo tumne bhulaayi Sikha longe to aayegi kaam Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram jai siyaram Ram ram jai siyaram
Sar pe paghadi hath mein laathi Munh mein daale paan Seher mein aaya gaaon waala Logo karo pranaam pranaam Seher mein aaya gaaon waala Logo karo pranaam Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram Jai siyaram jai siyaram jai siyaram Ram ram jai siyaram.....
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Jai Siyaram Jai Siyaram songs download
Recent Tag : Free Jai Siyaram Jai Siyaram songs download, Jai Siyaram Jai Siyaram mp3 song free download, online play Jai Siyaram Jai Siyaram mp3 song, Jai Siyaram Jai Siyaram lyrics, Jai Siyaram Jai Siyaram from Dav Pech 1989