|
free download Nazaron Me Rang Hai From Deewana Hoon Pagal 1998
|
|
|
Song Lyrics Title = Nazaron Me Rang Hai Song Lyrics Movie = Deewana Hoon Pagal Nahin (1998) Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu Song Lyricists = Anwar Sagar Music Composer = Aadesh Shrivastava Director = Mohanji Prasad Music Label = Universal Music Starring = Rakesh Bedi, Laxmikant Berde, Vikas Bhalla
mp3 songs
Nazaro mein rang hai tumhare labo ka Phulo ke khusbu tumhare badan ki Nazaro mein rang hai tumhare labo ka Phulo ke khusbu tumhare badan ki
Lee hai najakat kalio ne tumse Lee hai najakat kalio ne tumse Sawari hai kismat tumne chaman ki Tumne chaman ki Tumne chaman ki
Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein Ek ladka pagal ho Ek ladki ke pyar mein pyar mein Pyar mein pyar mein pyar mein
Julfe tumhari ghata se hai kali Adao mein sokhi mohabbat ki janam Julfe tumhari ghata se hai kali Adao mein sokhi mohabbat ki janam Yu lag raha hai tumhe dekh kar Yu lag raha hai tumhe dekh kar Jaise pari koi jannat ki janam Jannat ki janam Jannat ki janam Ye hai sayar koi karta hai sayri Ye hai sayar koi karta hai sayri Are diwana hai mujhko jo Kahta hai mai pari main pari Mai pari mai pari main pari
Tum angdayi logi jo aise To dil hamara machalne laga Tum angdayi logi jo aise To dil hamara machalne laga Chayega aisa nasha dhadkano pe Haye chayega aisa nasha dhadkano mein Dil ye kasam se bahakne lagega Bahakne lagega bahakne lagega Ye hai majnu koi ise laila chahiye Are ye hai majnu koi ise laila chahiye Mai logo se kah dungi Ise pathar se mariye mariye Mariye mariye mariye na
Nazaro mein rang hai tumhare labo ka Phulo ke khusbu tumhare badan ki Nazaro mein rang hai tumhare labo ka Phulo mein khusbu tuhmare badan ki Lee hai najakat kaliyo mein tumse Lee hai najakat kaliyo mein tumse Sawari hai kismat tumne chaman ki Tumne chaman ki Tumne chaman ki Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein Ek ladka pagal ho Ek ladki ke pyar mein pyar mein Pyar mein pyar mein pyar mein...
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Nazaron Me Rang Hai songs download
Recent Tag : Free Nazaron Me Rang Hai songs download, Nazaron Me Rang Hai mp3 song free download, online play Nazaron Me Rang Hai mp3 song, Nazaron Me Rang Hai lyrics, Nazaron Me Rang Hai from Deewana Hoon Pagal 1998