|
free download Is Duniya Me From Dhun 1991
|
|
|
Song Lyrics Title = Is Duniya Me Song Lyrics Movie = Dhun (1991) Singers = Talat Aziz Song Lyricists = N/A Music Composer = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) Music Label = Saregama Release on = 31st December, 1991
mp3 songs
Is duniya mein saat samundar Saato samundar dil ke andar dil ke andar Pagal tere prem ke maare prem ke maare Dil dariya dub gaye saare majhi naav utar de kinaare Is duniya mein saat samundar Saato samundar dil ke andar dil ke andar Pagal tere prem ke maare prem ke maare Dil dariya dub gaye saare majhi naav musafir kinaare Is duniya mein saat samundar Saato samundar dil ke andar
Phir bhi kyun na jaane phir bhi kyun na jaane Shama ke deewane jalate hain parwaane Phir bhi kyun na jaane Shama ke deewane jalate hain parwaane Deewano ko parwaano ko Milta hain kya jaane aag mein jal kar Is duniya mein saat samundar Saato samundar dil ke andar Is duniya mein saat samundar Saato samundar dil ke andar
Hum huye tum huye ki neer huye Sab udati zulf se haseen huye Main kya hun tum kya ho tauba karo aye logo Main kya hun tum kya ho tauba karo aye logo Ulfat ka naam na lo ulfat ka naam na lo Is khel mein haar gaya Wo bhi jiska naam tha sikandar Is duniya mein saat samundar Saato samundar dil ke andar Is duniya mein saat samundar Saato samundar dil ke andar
Aaj ki shaam pyaar ke naam Pyaar to hain raato ka naam Aaj ki shaam pyaar ke naam Pyaar to hain raato ka naam Kuchh bhi ho anjaam is dil ke sua tukde ho jaaye Phir bhi pukare dilbar dilbar dilbar dilbar Is duniya mein saat samundar Saato samundar dil ke andar Pagal tere prem ke maare prem ke maare Dil dariya dub gaye saare majhi naav musafir kinaare Is duniya mein saat samundar Dil dariya dub gaye saare majhi naav musafir kinaare Is duniya mein saat samundar Is duniya mein saat samundar Saato samundar dil ke andar Is duniya mein saat samundar Saato samundar dil ke andar.
Posted by : Priyanka Shukla
| |
|
|
Free Is Duniya Me songs download
Recent Tag : Free Is Duniya Me songs download, Is Duniya Me mp3 song free download, online play Is Duniya Me mp3 song, Is Duniya Me lyrics, Is Duniya Me from Dhun 1991