free download Zindagi Hai Ki Badalta Mausam From Ek Naya Rishta 1986


Song Lyrics Title = Zindagi Hai Ki Badalta Mausam
Song Lyrics Movie = Ek Naya Rishta (1986)
Singer = Bhupinder Singh    
Music By = Khayyam        
Lyricist = Nida Fazli

Mp3 Song Lyrics

((jindgi hai ke badlta mausam
jindgi hai ke badlta mausam
har nai rut me naye phul khile
har nai rut me naye phul khile
bewafai nahi aadat apni
bewafai nahi aadat apni
jab talak jisse mile dil se mile
jab talak jisse mile dil se mile...

har safar aise chaman me ho hawaye jaise
ruh se ruh mile our badan kho jaye
isse pahle ki tahlluk me talki shamil
chalte chalte kisi raste se juda ho jaye
jindgi hai ke badlta mausam
har nai rut me naye phul khile
bewafai nahi aadat apni
jab talak jisse mile dil se mile...

jitne din paas rahe paas rahe yu hum tum
roj milkar bhi na milne ki kasak sath rahe
aur jab milke juda ho to juda ho aise
dur hone pe bhi yado ki mahak sath rahe
jindgi hai ke badlta mausam
har nai rut me naye phul khile
bewafai nahi aadat apni
jab talak jisse mile dil se mile...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Zindagi Hai Ki Badalta Mausam songs download

Recent Tag : Free Zindagi Hai Ki Badalta Mausam songs download, Zindagi Hai Ki Badalta Mausam mp3 song free download, online play Zindagi Hai Ki Badalta Mausam mp3 song, Zindagi Hai Ki Badalta Mausam lyrics, Zindagi Hai Ki Badalta Mausam from Ek Naya Rishta 1986