free download Mere Ghar Ka Kiraya Do From Farz Aur Kaanoo 1982


Song Lyrics Title = Mere Ghar Ka Kiraya Do
Movie/album = Farz Aur Kanoon (1982)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Raghavendra Rao
Starring = Jeetendra, Rati Agnihotri, Asrani, Azad, Bharat Bhushan,
 Prem Chopra, Harish

Mp3 Song Lyrics

((Mere ghar ka kiraya do janab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab...

Main tere ghar mein raha
Tu mere dil mein rahi
Main ghar mein raha
Tu dil mein rahi
Bas ho gaya barabar hisaab
Ho tera nahi jawab
Mere dil ka kiraya do janab
Mere dil ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere dil ka kiraya do janab...

Socha tha hamne tum ho deewane
Socha tha hamne tum ho deewane
Nikle magar tum kitane sayane
Tune padhe jis me yeh fasane
Hamne hi likhi hai wo kitab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab...

Is lene dene pe khaad dalo
Is lene dene pe khaad dalo
Chhod gile bas gale se laga lo
Pehle zara is dil ko sambhalo
Apni niyat karo na kharab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere dil ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Mere Ghar Ka Kiraya Do songs download

Recent Tag : Free Mere Ghar Ka Kiraya Do songs download, Mere Ghar Ka Kiraya Do mp3 song free download, online play Mere Ghar Ka Kiraya Do mp3 song, Mere Ghar Ka Kiraya Do lyrics, Mere Ghar Ka Kiraya Do from Farz Aur Kaanoo 1982