|
free download Har Ghadi Khud Se Ulajhana From Fitarat 1986
|
|
|
Song Lyrics Title = Har Ghadi Khud Se Ulajhana Song Lyrics Movie = Fitarat (1986) Singer = Anuradha Paudwal Artist (s) = Jagjit Singh
Mp3 Song Lyrics
((har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera - 2 main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera...
ek se ho gaye mausamo ke chehre saare - 2 meri aankhon se kahi kho gaya manzar mera har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera...
kis se pootchu ke kaha gum hu kai barso se - 2 har jagah dhundhta hu phirta hain mujhe ghar mera - 2 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera...
muddatein ho gayi ek khwaab sunehra dekhe - 2 jaagta rehta hain har neend mein bistar mera - 2 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |
|
|
Free Har Ghadi Khud Se Ulajhana songs download
Recent Tag : Free Har Ghadi Khud Se Ulajhana songs download, Har Ghadi Khud Se Ulajhana mp3 song free download, online play Har Ghadi Khud Se Ulajhana mp3 song, Har Ghadi Khud Se Ulajhana lyrics, Har Ghadi Khud Se Ulajhana from Fitarat 1986