free download Pandit Ji Kya Soch From Ghar Aur Bazaar 1986


Song Lyrics Title = Pandit Ji Kya Soch Rahe Ho
Song Lyrics Movie = Ghar Aur Bazaar (1986)
Singer = Shabbir Kumar, Usha Khanna
Music Director = Usha Khanna
Song Lyricists = Kulwant Jani

Mp3 Song Lyrics

((pandit jee kya soch rahe ho
pandit jee kya soch rahe ho
soch raha hun kab devi ka darshan hoga
do naino ka tarpan hoga
kab ye bandhan paawan hoga soch raha hun
pandit jee kya soch rahe ho
pandit jee kya soch rahe ho...

main aai hun paas tere to fir kya rona
main aai hun paas tere to fir kya rona
main laai hun tan ki chaandi man ka sona
o kab chaandi ka chaand banega
kab ye sona suraj dega
kab tak mera bhaagya jagega soch raha hun
pandit jee kya soch rahe ho
pandit jee kya soch rahe ho...

main chaahu to saagar mein bhi aag laga dun
main chaahu to saagar mein bhi aag laga dun
behte paani par teri tasveer bana dun
aa tasveer bana de meri ab takdeer jaga de meri
man ki aag bujha de meri aa soch raha hun
pandit jee kya soch rahe ho
pandit jee kya soch rahe ho...

haath mein de de haath teri takdeer bana dun
haath mein de de haath teri takdeer bana dun
swarg kise kehte hai tujhko aaj dikha dun
arey swarg mein kaise log milenge pyar mein kaise

rog milenge
kisse mere sanjog milenge soch raha hun
pandit jee kya soch rahe ho
pandit jee kya soch rahe ho
ye soch raha hun kab devi ka darshan hoga
do naino ka tarpan hoga
kab ye bandhan paawan hoga
soch raha hun soch raha hun...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Pandit Ji Kya Soch songs download

Recent Tag : Free Pandit Ji Kya Soch songs download, Pandit Ji Kya Soch mp3 song free download, online play Pandit Ji Kya Soch mp3 song, Pandit Ji Kya Soch lyrics, Pandit Ji Kya Soch from Ghar Aur Bazaar 1986