free download Bahut Betakaluff Huye From Ghar Ki Izzat 1948


Song Lyrics Title = Bahut Betakaluff Huye
Song Lyrics Movie = Ghar Ki Izzat (1948)
Singers = G. M. Durrani, Shamshad Begum
Song Lyricists = Ishwar Chandra Kapoor
Music Composer = Govind Ram
Director = Ram Daryani
Music Label = Saregama
Starring = Dilip Kumar, Mumtaz Shanti


mp3 songs


Bahut betaqalluf huye ja rahe hai
Hai hai hai
Bahut betaqalluf huye ja rahe hai
Jo mehman banke hai aaye hamare
Jo mehman banke hai aaye hamare
Labho pe hai halki si ek muskurahat
Adao mein soki nigah mein ishare
Adao mein soki nigah mein ishare
Dil cheena tirchi najar se
Dil ka ikrar karte ho
Tum bebsi ka
Bholi si bate sunate sunate
Wo le aaye saath hamko dariya kinare
Wo le aaye saath hamko dariya kinare

Jawab hai khamoshi
Dil bhi hai majboor
Jawab hai khamoshi
Dil bhi hai majbur, kyun
Mohabbat ki duniya ka yahi hai dastur
Agar puchana ho kaho dil se puche
Sun jo kehte hai naina hamare
Sun jo kehte hai naina hamare

Hame dil pe nahi ikhatiyar
Na apni aankho pe hai aitbar
Lo kehti hu khakar kasam pyar ki
Ye dil bhi tumhara hai
Ham bhi tumhare
Ye dil bhi tumhara hai
Ham bhi tumhare....


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Bahut Betakaluff Huye songs download

Recent Tag : Free Bahut Betakaluff Huye songs download, Bahut Betakaluff Huye mp3 song free download, online play Bahut Betakaluff Huye mp3 song, Bahut Betakaluff Huye lyrics, Bahut Betakaluff Huye from Ghar Ki Izzat 1948