free download Angoori Badan Mera From Hadh 2001


Song Lyrics Title = Angoori Badan
Movie/Album = Hadh (2001)
Singer = Sapna Awasthi, Suresh Raheja
Music Director = Viju Shah
Lyricist = Kartik Awasthi

Mp3 Song Lyrics

((mar gayi main to mar gayi re
mar gayi main to mar gayi re
angoori badan badan mera
aankh mastaniya
angoori badan badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan badan mera
aankh mastaniya
angoori badan badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re...

meri chal sharabi vargi
mere gore gore gal
meri nagin vargi zulfen
umar hai athara saal
har deewana aake mujhse
prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re...

ithlake main jisko dekhu
us dil pe qayamat aaye
main jisko karu ishare
bas wo mera ho jaaye
mast jawani dekh ke mange
chhalan nishaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan badan mera
aankh mastaniya
angoori badan badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re...

teri baali hai umar uspe rup ka asar
teri baali hai umar uspe rup ka asar
tere gal tanduri teri chal sharabi
teri lachke kamariya lachak machak
teri lachke kamariya lachak machak
haye chadti jawani latak jhatak
koi aahe bhare haye
koi aahe bhare koi khaye kasme
koi chal de tod ke sari rasme
har koi mujhse puchhe
rabba prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
angoori badan badan mera
aankh mastaniya
angoori badan badan mera
aankh mastaniya
har koi mujhse puchhe
meri prem kahaniya
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi main to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re
mar gayi ye to mar gayi re...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Angoori Badan Mera songs download

Recent Tag : Free Angoori Badan Mera songs download, Angoori Badan Mera mp3 song free download, online play Angoori Badan Mera mp3 song, Angoori Badan Mera lyrics, Angoori Badan Mera from Hadh 2001