free download Kaun Jeevan Me Mere From Hamara Sansar 1945


Song Lyrics Title = Kaun Jeevan Me Mere
Song Lyrics Movie = Hamara Sansar (1945)
Singers = Zohrabai Ambalewali
Song Lyricists = Ramesh Gupta
Music Composer = Govind Ram
Music Label = Columbia Records
Starring = Jillo


mp3 songs


Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai
Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai
Kaun mann pe mere chhaye ja raha hai
Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai

Kaun barakha kee kalee kalee rat mein
Kaun barakha kee kalee kalee rat mein
Ban ke saya chal raha hai sath mein
Ban ke saya chal raha hai sath mein
Kaun dipak ban ke rah dikhala raha hai
Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai
Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai

Koyi sathee naa tha koyi mit naa tha
Koyi sathee naa tha koyi mit naa tha
Mere sunee vina mein koyi git naa tha
Mere sunee vina mein koyi git naa tha
Kaun mithe suro se yeh gaye ja raha hai
Kaun mithe suro se yeh gaye ja raha hai
Kaun mann ko mere lubhaye ja raha hai
Kaun mann ko mere lubhaye ja raha hai

Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai
Kaun jeevan mein mere samaye ja raha hai....


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Kaun Jeevan Me Mere songs download

Recent Tag : Free Kaun Jeevan Me Mere songs download, Kaun Jeevan Me Mere mp3 song free download, online play Kaun Jeevan Me Mere mp3 song, Kaun Jeevan Me Mere lyrics, Kaun Jeevan Me Mere from Hamara Sansar 1945