free download Kadki Me Ladki Mili From Hum Intezaar Karenge 1988


Song Lyrics Title = Kadki Me Ladki Mili
Song Lyrics Movie = Hum Intezaar Karenge (1988)
Singers = Bappi Lahiri, Shailendra Singh
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Prabhat Roy
Music Label = T-Series
Starring = Mithun Chakraborty, Padmini Kolhapure, Vinod Mehra,
 Jagdeep Shakti Kapoor, Shafi Inamdar, Dina Pathak
Release on = 6th January, 1989


mp3 songs


Bahut mahino se thi kadki
Pas nahi tha paisa
Aaj mili ek
Aaj mili ek motar wali pasa palta kaisa

Kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli
Kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli
Pahli kamai pocket me aayi
Aaj sare yar sari rat aish karenge
Pio gao jhumo gao mauj udao
Kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli

Saical se car ladi haye pahli bar ladi
Saical se car ladi haye pahli bar ladi
Gairaz ka kam badha mehnat ka dam badha
So so ke not mile mere to bhag khule
Mai malamal ho gaya
Tak takao tak takao

Kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli
Pahli kamai pocket me aayi
Aaj sare yar sari rat aish karenge
Pio gao jhumo gao mauj udao
Kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli
Tak takao tak takao
Pio khao jhuko gao mauj udao
Kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli
Jhumo nacho pio khao jhumo gao mauj udao

Hai ladki ko lut liya kya ucha kam kiya
Hai ladki ko lut liya kya ucha kam kiya
Aise jo hath lage daulat na sath rahe
Mehnat ka nam liya
Dhokhe ka kam kiya
Tak takao tak takao
Tak takao tak takao
Jao nak katao nak katao nak katao
Kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli
Aisi kamai kya kam aayi
Kya aisi daulat ke sath

Aish karenge tak takao tak takao
Dhokha kya maine kiya
Saical ka dam liya
Pahli kamai pocket me aayi
Aaj sare yar sari rat aish karenge
Tak takao tak takao
Jao nak katao nak katao nak katao
Tak takao tak takao
Jao nak katao nak katao nak katao....


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Kadki Me Ladki Mili songs download

Recent Tag : Free Kadki Me Ladki Mili songs download, Kadki Me Ladki Mili mp3 song free download, online play Kadki Me Ladki Mili mp3 song, Kadki Me Ladki Mili lyrics, Kadki Me Ladki Mili from Hum Intezaar Karenge 1988