|
free download Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya From HumDum 2005
|
|
|
Song Lyrics Title = Tanhaiya Tanhaiya Movie/Album = Hum Dum (2005) Singer = Shreya Ghoshal Music Director = Sujeet Rajesh
Mp3 Song Lyrics
((tanhaiya tanhaiya tanhaiya tanhaiya ab humsafar hai tanhaiya tanhaiya tanhaiya ab humsafar hai tanhaiya kal zindagi ki ham rah the ab zindagi kahi aur hai wo khwab banne ke lamhe the ye dard chunne ka daur hai najdikiyo ke tukde hue to hisse me aayi hai duriya duriya tanhaiya tanhaiya ab humsafar hai tanhaiya...
wo din jo makhmali the wo rate jo reshmi thi khwabo me khwab the sab khushiya bhi mausmi thi wo din jo makhmali the wo rate jo reshmi thi khwabo me khwab the sab khushiya bhi mausmi thi mahol tha kabhi khusnuma abhi har taraf hai mayushiya mayushiya tanhaiya tanhaiya ab humsafar hai tanhaiya...
jo socha tak nahi tha wo hasil ho gaya tha manzar jo tha nazar me dil usme kho gaya tha jo socha tak nahi tha wo hasil ho gaya tha manzar jo tha nazar me dil usme kho gaya tha kal narmiya thi jajbat me ab dard ki hai chingariya chingariya tanhaiya tanhaiya ab humsafar hai tanhaiya kal zindagi ki humrah thi ab zindagi kahi aur hai wo khwab bunne ke lamhe the ye dard chunne ka daur hai nazdikiyo ke tukde hue ab hisse me aayi hai duriya tanhaiya tanhaiya ab humsafar hai tanhaiya...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |
|
|
Free Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya songs download
Recent Tag : Free Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya songs download, Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya mp3 song free download, online play Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya mp3 song, Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya lyrics, Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya from HumDum 2005