free download Tanhaiya Tanhaiya Male From HumDum 2005


Song Lyrics Title = Tanhaiya (Male)
Movie/Album = Hum Dum (2005)
Singer = Sonu Nigam
Music Director = Sujeet Rajesh

Mp3 Song Lyrics

((tanhaiya tanhaiya
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya
kal zindagi ke humrah the
ab zindagi kahi aur hai
ye khwab bunne ke lamhe the
ye dard chunne ka daur hai
najdikiyo ke tukde hue
to hisse me aayi hai duriya
duriya
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya...

dariya hai ret ka ye
hum jisme bah rahe hai
khamoshi ki juba me
hum kya kya kah rahe hai
dariya hai ret ka ye
hum jisme bah rahe hai
khamoshi ki juba me
hum kya kya kah rahe hai
khamoshiyo ke is shor me
ho jaye na kahi bezuba
bezuba
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya...

palko me khwab aise
hargiz na gungunaye
shishe pe ghir ke jaise
koi shisha tut jaye
palko me khwab aise
hargiz na gungunaye
shishe pe ghir ke jaise
koi shisha tut jaye
aankho ki dhundhle aakash me
ab chand ki jagah hai dhua
dhua dhua
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya
kal zindagi ke humrah the
ab zindagi kahi aur hai
wo khwab bunne ke lamhe the
ye dard chunne ka daur hai
nazdikiyo ke tukde hue
to hisse me aayi hai duriya
duriya
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Tanhaiya Tanhaiya Male songs download

Recent Tag : Free Tanhaiya Tanhaiya Male songs download, Tanhaiya Tanhaiya Male mp3 song free download, online play Tanhaiya Tanhaiya Male mp3 song, Tanhaiya Tanhaiya Male lyrics, Tanhaiya Tanhaiya Male from HumDum 2005