free download Aaj Abhi Yahi From Inquilaab 1984


Song Lyrics Title : Aaj Abhi Yahi
Song Lyrics Movie : Inquilaab (1984)
Singer :Kishore Kumar, Asha Bhosle   
Music By :Laxmikant Pyarelal   
Lyricist : Anand Bakshi   

mp3 songs

aaj abhi yahi nahi nahi nahi
aaj abhi yahi nahi nahi nahi
fir kabhi kahi nahi nahi nahi
pyar ke sawal ka pyar se jawab do
aaj abhi yahi  nahi nahi nahi
fir kabhi kahi nahi nahi nahi

hamne daman tham liya hai
ab daman na chodenge
kal ka wada karte hai
hum wada na todenge
hamne daman tham liya hai
ab daman na chodenge
kal ka wada karte hai
hum wada na todenge
ho rat dhal jaye na aaye kal aaye na
ye shama hasi nahi nahi nahi
aaj abhi yahi  nahi nahi nahi
fir kabhi kahi nahi nahi nahi
nahi nahi nahi nahi

aaj haume tum jane do ek jaruri kam se
nain bichaye baithe hai hum rashte pe sham se
aaj haume tum jane do ek jaruri kam se
nain bichaye baithe hai hum rashte pe sham se
is dastan pe meri juban pe kya yakin nahi
nahi nahi nahi nahi
aaj abhi yahi  nahi nahi nahi
fir kabhi kahi nahi nahi nahi
maine kaha nahi

aisa mausam aata hai jalim kitne barso me
ye baroso ki bat nahi milte hai kal parso me
aisa mausam aata hai jalim kitne barso me
ye baroso ki bat nahi milte hai kal parso me
ho jhuth se na kam lo kab kaha nam lo
kal waha wahi ha nahi nahi nahi nahi
aaj abhi yahi  nahi nahi nahi
fir kabhi kahi nahi nahi nahi
maine kaha nahi
pyar ke sawal ka pyar se jawab do
aaj abhi yahi  nahi nahi nahi
fir kabhi kahi nahi nahi nahi


Posted by: {Anju}





lowerbanner

Free Aaj Abhi Yahi songs download

Recent Tag : Free Aaj Abhi Yahi songs download, Aaj Abhi Yahi mp3 song free download, online play Aaj Abhi Yahi mp3 song, Aaj Abhi Yahi lyrics, Aaj Abhi Yahi from Inquilaab 1984