free download Mai Hoon Raat Ki From Isi Ka Naam Zindagi 1992


Song Lyrics Title = Mai Hoon Raat Ki
Movie/album = Isi Ka Naam Zindagi (1992)
Singers = Shobha Joshi
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Kalidas

Mp3 Song Lyrics

((Raat ki hu rani
Raat ki hu rani meri
Jalim hai jawani
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hai deewani
Mahfil ho jati hai deewani...

Raat ki hoon rani meri
Jalim hai jawani
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hai deewani
Mahfil ho jati hai deewani...

Husn ki hai meri khuby
Mujhe aankh jamana mare
Mujhpe ho gaye deewane
Na jane kitne sare
Kisi ka dil na jale
Khushi mein fule fale
Zindagi mein na ho gham
Masti mein pale
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hai deewani
Mahfil ho jati hai deewani
Raat ki hu rani meri jalim hai jawani
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hai deewani
Mahfil ho jati hai deewani...

Hatho ka jaam chhalkata
Koi chahe mujko chhuna
Jab hath nahi main aati
Ho jata hai nasa doona
Fir woh khub piye
Bina koi baat kiye
Mujpe marke bhi woh
Mere khatir hi jiye
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hai deewani
Mahfil ho jati hai deewani
Raat ki hu rani meri
Jalim hai jawani
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hai deewani
Mahfil ho jati hai deewani...

Main jhum ke leti hu angdayi jab mastani
Har koi ye kahta hai main hu uski diljani
Aise dilwale jabhi mil jate hai kabhi
Man ke phool mere khil jate hai kabhi
Jab main aati cham se cham se cham se
Mahfil ho jati hai deewani
Mahfil ho jati hai deewani
Raat ki hu rani meri
Jalim hai jawani
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hai deewani
Mahfil ho jati hai deewani...))

Posted by  : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Mai Hoon Raat Ki songs download

Recent Tag : Free Mai Hoon Raat Ki songs download, Mai Hoon Raat Ki mp3 song free download, online play Mai Hoon Raat Ki mp3 song, Mai Hoon Raat Ki lyrics, Mai Hoon Raat Ki from Isi Ka Naam Zindagi 1992