Song Lyrics Title = Tuhi Mere Hum Nava Song Lyrics Movie = Knock Out (2010) Singers = Krishnakumar Kunnath (K.K) Song Lyricists = Panchhi Jalonvi Music Composer = Gourav Dasgupta Director = Mani Shankar Music Label = T-Series Starring = Sanjay Dutt, Irfan Khan, Kangna Ranaut, Gulshan Grover, Sushant Singh Release on = 15th October, 2010
mp3 songs
tu hi mere ham-nava mujh mein ravaan raha tu hi mere Khuda saanson mein bhi chala [repeat] tu sajdon ka yaqeen koi tujh sa hai nahi, jahaan mein doosra maula, tu mil gaya to mila maula, mujhe deen ka har pata maula, tujh bin jiyun kis tarah, maula
armaan taraashe tu, har pal sanvaare tu tu hi jahaan hai, sab waheen tu hi khayaalon mein, dil ke ujaalon mein hai raat bhi tu, din tu hi kuch kho ke sab paa liya mujh mein jo woh jee liya mita har haadisa
maula, tu mil gaya to mila maula, mujhe deen ka har pata maula, tujh bin jiyun kis tarah, maula
main tha gunaahon mein, teri panaahon mein aa kar mili hai har khushi tu hi nazaaron mein, tu hi bahaaron mein tu hi jahaan ki dilkashi khud jeene ke raaste tujh ko paa ke chal diye ruka na qaafila
maula, tu mil gaya to mila maula, mujhe deen ka har pata maula, tujh bin jiyun kis tarah, maula
maula maula maula maula maula maula maula maula maula maula maula maula..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |