free download Tujhko Mai Jaan Gayi From Zabak 1961


Song Title = Tujhko Mai Jaan Gayi
Movie/Album = Zabak (1961)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Director = Chitragupta Shrivastava
Director = Homi Wadia

Mp3 Song Lyrics

((Tujhko mai jan gayi man ya na man wayi wayi
Ye to hai apka ahsan meri jan wayi wayi
Tujhko mai jan gayi man ya na man wayi wayi
Ye to hai apka ahsan meri jan wayi wayi
Wayi wayi wayi wayi, wayi wayi wayi

Chalna sambhal ke raste me
Dekho acha nahi hai kisi  se takrana
Chalna sambhal ke raste me
Dekho acha nahi hai kisi  se takrana
Milti kaha se tum si hasina
Milne ka hota hai koi to bahana
Achi ye aj hui jan pahchan wayi wayi
Tujhko mai jan gayi man ya na man wayi wayi
Ye to hai apka ahsan meri jan wayi wayi

Ham to tumhare ho hi chuke hi
Mano na mano ye marji tumhari
Ham to tumhare ho hi chuke hi
Mano na mano ye marji tumhari
Jo hai tamnna dil me tumhare
Ab to tamanna  wahi hai hamari
Tumpe ye jan bhi kurban wayi wayi

Tujhko mai jan gayi man ya na man wayi wayi
Ye to hai apka ahsan meri jan wayi wayi
Tujhko mai jan gayi man ya na man wayi wayi
Ye to hai apka ahsan meri jan wayi wayi
Wayi wayi wayi wayi, wayi wayi wayi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Tujhko Mai Jaan Gayi songs download

Recent Tag : Free Tujhko Mai Jaan Gayi songs download, Tujhko Mai Jaan Gayi mp3 song free download, online play Tujhko Mai Jaan Gayi mp3 song, Tujhko Mai Jaan Gayi lyrics, Tujhko Mai Jaan Gayi from Zabak 1961