free download Ye Kaisa Insaf From Yeh Kaisa Insaf 1980


Song Lyrics Title : Ye Kaisa Insaf
Song Lyrics Movie : Yeh Kaisa Insaf (1980)
Singer : Bhushan Mehta, Hemlata   
Music By : Ravindra Jain   
Lyricist : Ravindra Jain

mp3 songs

ram ram ho ram siya ka antar kare vilap
mukh se na bole,par man puche
ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
sita ko kiya na maf kiya na maf ram
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

uske kaj se tum to na the anjane
man me na tha pap oro ki bas mane
pati sewa me leen rahi na din dekha na rat
pati sewa me leen rahi na din dekha na rat
usse kiske bharose chal diye chod ke hath bolo
ye kaisa insaf
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
sita ko na maf kiya na maf ram
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

ram bina aram na aye man ko
man roye man hi samjhaye man ko
wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir
wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir
dukh sah ke chup rah rah ke jiwan ban gaya pir
bolo ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
sita ko kiya na maf kiya na maf ram
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
ye kaisa insaf,ye kaisa insaf


Posted by: {Anju}




lowerbanner

Free Ye Kaisa Insaf songs download

Recent Tag : Free Ye Kaisa Insaf songs download, Ye Kaisa Insaf mp3 song free download, online play Ye Kaisa Insaf mp3 song, Ye Kaisa Insaf lyrics, Ye Kaisa Insaf from Yeh Kaisa Insaf 1980