|
free download Aadmi Diwana Hai From Prem Tapasya 1983
|
|
|
Song Lyrics Title : Aadmi Diwana Hai Song Lyrics Movie : Prem Tapasya (1983) Singers: Shabbir Kumar Song Lyricists:Anand Bakshi Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal ), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal ) Director:Narayana Rao Dasari Producer:Akkineni Nageshwara Rao
mp3 songs
Aadmi deewana hai atbar karta hai Aadmi deewana hai atbar karta hai Waqt bhi kabhi kisi ka intzar karta hai Aadmi deewana hai atbar karta hai
Thodi si haqikat hai thoda sa fasana hai Or kya hai jindagi or kya jamana hai Aadmi deewana hai deewana hai Aadmi deewana hai atbar karta hai
Aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye Aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye Achhe bure sare din ek din gujar gaye Ek sawari aayi thi ek sawari aayegi Jindagi jo layi thi maut leke jayegi Jindagi jo layi thi maut leke jayegi Aadmi deewana hai deewana hai
Jine ke liye khushi to bahut jaruri hai Jine ke liye khushi to bahut jaruri hai Thoda sa jo gum nahi to har khushi adhuri hai Ek din marize gum khud masiha ban gaya Dard itna badha gaya ke dard dawa ban gaya Dard itna badha gaya ke dard dawa ban gaya Aadmi deewana hai deewana hai
Kya janaja hota hai kya barat hoti hai Kya janaja hota hai kya barat hoti hai Log jama hote hai ek hi bat hoti hai Panghat se marghat tak sath mela jayega Jo akela aaya hai aaya hai Jo akela aaya hai wo akela jayega Jo akela aaya hai wo akela jayega Jo akela aaya hai wo akela jayega
Posted by: {Anju}
| |
|
|
Free Aadmi Diwana Hai songs download
Recent Tag : Free Aadmi Diwana Hai songs download, Aadmi Diwana Hai mp3 song free download, online play Aadmi Diwana Hai mp3 song, Aadmi Diwana Hai lyrics, Aadmi Diwana Hai from Prem Tapasya 1983