free download Ye Rang Bhare 1960 From Tu Nahin Aur Sahi 1960


Song Lyrics Title : Ye Rang Bhare Badal
Song Lyrics Movie : Tu Nahin Aur Sahi (1960)
Singer : Mohammed Rafi, Asha Bhosle   
Music By : Ravi    
Lyricist : Asad Bhopali   

mp3 songs

ye rang bhare badal ye udta hua aachal
kahta hai isharo se mausam hai baharo ka
aa dur kahi chal
ye rang bhare badal ye udta hua aachal
kahta hai isharo se mausam hai baharo ka
aa dur kahi chal
ye rang bhare badal

teri ye hasi andaz sanam
diwana bana kar chodenge
teri ye hasi andaz sanam
diwana bana kar chodenge
ye soch liya hai pahle hi
tumhe apna bana kar chodenge
ab rahe jindagi ki ho jayengi sahal
ab rahe jindagi ki ho jayengi sahal
ye rang bhare badal ye udta hua aachal
kahta hai isharo se mausam hai baharo ka
aa dur kahi chal
ye rang bhare badal

ye hasta hua rangin shama
kahi beet na jaye bato me
ye hasta hua rangin shama
kahi beet na jaye bato me
aye jane wafa takdir meri
hai aaj se tere hatho me
tute na zindagi bhar
khwabo ka ye mahal
tute na zindagi bhar
khwabo ka ye mahal
ye rang bhare badal
ye udta hua aachal
kahta hai isharo se mausam hai baharo ka
aa dur kahi chal
ye rang bhare badal

Posted by: {Anju}




lowerbanner

Free Ye Rang Bhare 1960 songs download

Recent Tag : Free Ye Rang Bhare 1960 songs download, Ye Rang Bhare 1960 mp3 song free download, online play Ye Rang Bhare 1960 mp3 song, Ye Rang Bhare 1960 lyrics, Ye Rang Bhare 1960 from Tu Nahin Aur Sahi 1960