|
free download Shayrana From Daawat E Ishq 2014
|
|
|
Song Lyrics Title : Shayrana Song Lyrics Movie : Daawat-E-Ishq 2014 Singer : Shalmali Kholgade Music : Sajid-Wajid Lyrics : Kausar Munir Star Cast : Parineeti Chopra, Aditya Roy Kapoor Music Label : YRF Music
mp3 songs
Jheeni hai bheeni hai khushboo teri hai Main mehak rahi hoon Jheeni hai bheeni hai khushboo teri hai Main mehak rahi hoon
Khatti hai, meethi hai, boliyan teri hain Main chehak rahi hoon Tu chahat purani shararat nayi hai Yaqeen toh dila de, tu hai ya nahi hai Aaye haaye.. zubaan bhi phisalne lagi
Hui hui main toh hui shayrana hui Hui hui main toh hui shayrana hui Gungunane lagi aashiqana hui Hui hui main toh hui shayrana hui Oo.. aa.. shayarana huyi
Main shayrana shayrana shayrana hui Chaand chhal ke chal diya hai Din mein hi nikal liya hai Khwaab tod laya hai mere liye naye Aage peechhe baahein kheenche Ud rahi hain yeh hawaayein Raahein dhoondh laayi hain mere liye nayi Shayarana, shayarana ho gayi main shayarana Shayarana, shayarana sha ra ra ra shayarana..
Tu hasrat puraani, tu aadat nayi hai Yaqeen to dila de tu hai ya nahi hai Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi
Hui hui main to hui shayarana hui Hui hui main to hui shayarana hui Gungunaane lagi aashiqana hui Hui hui main to hui shayarana hui Oo ow wo.. shayarana hui
Pa para ra para ra ra Pa pa pa para aa ee.. Pa ra ra ra..
Kahein jo sakhiyan Sune jo takiyaan Tu hai woh kahaani
Kahein jo sakhiyan Sune jo takiyaan Tu hai woh kahaani
Daudi jo nas mein Rahe na bas mein Tu hai woh ravaani Main jis pe fidaa hoon adaa ban gaya tu Jo sach ho gayi woh duaa ban gaya tu Ki haaye zubaan bhi phisalne lage
Hui hui main to hui shayrana hui Hui hui main to hui shayrana hui Shayarana o o shayarana o.. O shayarana shayarana shayarana Shayarana na na na na shana na na na na Shayrana hui yeah yeah.. Shayrana hui Shayrana hui..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Shayrana songs download
Recent Tag : Free Shayrana songs download, Shayrana mp3 song free download, online play Shayrana mp3 song, Shayrana lyrics, Shayrana from Daawat E Ishq 2014