free download Chamaka ban kar aman From Ek Hi Raasta 1956


Song Title : Chamaka Ban Kar Aman Ka Taara
Movie/Album Name: EK HI RAASTA (1956)
Singer(s) : LATA MANGESHKAR, HEMANT, CHORUS

Lyrics:

chamaka ban kar aman ka taara
prem ki dharati desh hamaara
jai jai hindustaan - 3

aman ke dushman jang ke bete, bhuul gae har chaal
atom bomb se ja takaraaya, vir javaahar laal
duniya ne ek saath pukaara, jai jai hindustaan
chamaka ban kar

jang ke haathon kitani chuudiyaan, hoti chakana chuur
jal jaata baaruud mein kitane, maangon ka sinduur
tujhase hai singaar hamaara, jai jai hindustaan
chamaka ban kar

dharati maata jhuum rahi hai, bhuuli duniya jang
kya pile kya gore kaale, mil gae tinon rang
jhanda uuncha rahe hamaara, jai jai hindustaan
chamaka ban kar


lowerbanner

Free Chamaka ban kar aman songs download

Recent Tag : Free Chamaka ban kar aman songs download, Chamaka ban kar aman mp3 song free download, online play Chamaka ban kar aman mp3 song, Chamaka ban kar aman lyrics, Chamaka ban kar aman from Ek Hi Raasta 1956