|
free download Sajan Ye Mat Jaaniyo From Saranga 1961
|
|
|
Song Lyrics : Sajan Yeh Mat Jaaniyo Song Lyrics Movie or Album: Saranga 1961 Singer(s): Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi Music Director(s): Sardar Malik Lyricist(s): Bharat Vyas
Lyrics
sajan yeh mat jaaniyo piya kaise milu tumse mere paanv padee janjir hriday me agnee sulage nainan se barase nir mere paanv padee janjir duniya se hai kya shikwa meree ruth gayee takdir laakh jatan kar har gaya sujhe naa koyee tadbir meree ruth gayee takdir, piya kaise milu ... duniya se hai kya ...
kaise dur karu yeh duree, samajh nahee mai paatee jee - (2) jo mai hotee ban kee chidiya, pankh laga udd aatee udane lagee thee udd naa sakee, kismat ne maara tir piya kaise milu... duniya se hai kya...
phul mile kam, kaante jyada, bij yeh kaisa boya jee o maalik tere jag me jisne pyaar kiya woh roya aansu ke rango me rang daalee pyaar kee yeh tasvir piya kaise milu... duniya se hai kya...
| |
|
|
Free Sajan Ye Mat Jaaniyo songs download
Recent Tag : Free Sajan Ye Mat Jaaniyo songs download, Sajan Ye Mat Jaaniyo mp3 song free download, online play Sajan Ye Mat Jaaniyo mp3 song, Sajan Ye Mat Jaaniyo lyrics, Sajan Ye Mat Jaaniyo from Saranga 1961