free download Janam janam ka - rafi From Tumse Achha Kaun Hai 1969


  Song Lyrics Title : Janam Janam Kaa Saath Hai
Song Lyrics Movie/Album Name: TUMSE ACHHA KAUN HAI
Singer(s) : MOHAMMAD RAFI

Lyrics
janam janam ka saath hai nibhaane ko
sau sau baar maine janam liye) (3)

(pyaar amar hai duniya mein, pyaar kabhi nahin marta hai) (2)
maut badan ko aati hai, ruh ka jalva rehta hai
janam janam ka saath hai nibhaane ko
sau sau baar maine janam liye

(oh shehzaadi sapnon ki, itni tu hairaan na ho) (2)
main bhi tera sapna hoon, jaan mujhe anjaan na ho
janam janam ka saath hai nibhaane ko
sau sau baar maine janam liye

(tu manzil main raahi hoon, ek din tujhko paaunga) (2)
kaun mujhe ab rokega, har dum yoon hi aaunga
(janam janam ka saath hai nibhaane ko
sau sau baar maine janam liye) (2)


lowerbanner

Free Janam janam ka - rafi songs download

Recent Tag : Free Janam janam ka - rafi songs download, Janam janam ka - rafi mp3 song free download, online play Janam janam ka - rafi mp3 song, Janam janam ka - rafi lyrics, Janam janam ka - rafi from Tumse Achha Kaun Hai 1969