free download Maula Zara Kar De Karam From Ishq Ke Parindey 2015


Song Lyrics Title =  Maula Zara Kar De Karam
Song Lyrics Movie = Ishq Ke Parindey (2015)
Singers = Altamash Faridi, Hashim Sabri, Javed Ali
Song Lyricists = N/A
Director = Shakir Khan
Music Label = Zee Music Company
Starring = Rishi Verma, Priyanka Mehta
Release on = 24th April, 2015


Mp3 Song Lyrics


Ishq ko ya khuda
Kyun nazar ho gayi
Yun lage har duaa
Beasar ho gayi
Hamne tinke chune
Aashiya ke liye
Kis taraha aandhiyo
Ko khabar ho gayi
Yaa maula maula

Tu hai maula maula
Mere maula maula
Tu hai maula maula
Mere maula maula
Tu hai maula maula
Mere maula maula
Tu hai maula maula
Mere maula maula

Waqt ke nishaane pe
Ishq bethikana hai
Ek taraf mohabbat hai
Ek taraf zamana hai
Waqt ke nishaane pe
Ishq bethikana hai
Ek taraf mohabbat hai
Ek taraf zamana hai
Ek taraf mohabbat hai
Ek taraf zamana hai
Ek taraf mohabbat hai
Ek taraf zamana hai

Chahato ka rakh le tu bahram
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Kar de karam kar de karam
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam

Jhookta nahi hai yeh haalat se bhi
Mitata nahi hai yeh bigdat se bhi
Yeh ishq aisa haio masum shola
Bujhta bahi hai jo barsaat se bhi
Bujhta bahi hai jo barsaat se bhi
Mar ke mile nahi janam

Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Kar de karam kar de karam
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam

Tera falak hai teri zameen hai
Teri inayat pe dil ko yakeen hai
Tera falak hai teri zameen hai
Teri inayat pe dil ko yakeen hai
Tu sukhe patte pe gar mehrbaan ho
Angaaro se bhi wo jalta nahi
Angaaro se bhi wo jalta nahi
Phir dilo pe kis liye sitam

Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Kar de karam kar de karam
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam

O zindagi zeher hai to kya darr hai
Har taraf keher hai to kya darr hai
Tu muhafiz hai maula ke ghar ka
Dubta shehar hai to kya darr hai
Dubta shehar hai to kya darr hai
Maula maula...


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Maula Zara Kar De Karam songs download

Recent Tag : Free Maula Zara Kar De Karam songs download, Maula Zara Kar De Karam mp3 song free download, online play Maula Zara Kar De Karam mp3 song, Maula Zara Kar De Karam lyrics, Maula Zara Kar De Karam from Ishq Ke Parindey 2015