free download Pyar mein hota hai From Papa Kehte Hain 1996


  Song Lyrics Title : Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Song Lyrics Movie/Album Name: PAPA KEHTE HAIN
Singer(s) : KUMAR SANU, ALKA YAGNIK

Lyrics
Pyar mein hota hai kya jadoo 
Tu janay ya main jaano
Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaano
Rehta nahi kyun dil par qaboo
Tu janay ya main jaano

Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaano

Gun gun kerta kyun phirta hai
Koi bhawra baghon mein
Gun gun kerta kyun phirta hai
Koi bhawra baghon mein
Kyun hoti hai phool mein khusbo
Tu janay ya main jaano

Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaano

Chandni raatein hoon to chakori
Pagal si kyun hoti hain
Chandni raatein hoon to chakori
Pagal si kyun hoti hain
Jungle mein koyal ki ku ku
Tu janay ya main jaano

Jaisay haryaali aur sawan
Jaisay bharka aur badal
Jaisay haryaali aur sawan
Jaisay bharka aur badal
Tere liye main mere liye tu
Tu janay ya main jaano

Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaano
Rehta nahi kyun dil par qaboo
Tu janay ya main jaano
Tu janay ya main jaano
Tu janay ya main jaano

Posted By : Umair


lowerbanner

Free Pyar mein hota hai songs download

Recent Tag : Free Pyar mein hota hai songs download, Pyar mein hota hai mp3 song free download, online play Pyar mein hota hai mp3 song, Pyar mein hota hai lyrics, Pyar mein hota hai from Papa Kehte Hain 1996