free download Deewana Deewana Main Tera From Hero Hindustani 1998


Song Lyrics : Deewaana Deewaana Main Tera O Sanam Jaanemann
Song Lyrics Movie or Album: Hero Hindustani (1998)
Singer(s): Kumar Sanu, Sadhna Sargam
Music Director(s): Anu Malik
Lyricist(s): Zameer Kazmi

Lyrics

(sargam)

(sargam)
na sona na chaandi na heerein na moti, saari duniya se main begaana
deewaana deewaana main tera o sanam jaanemann - (2)
(sargam)
na aanchal na chudi na paayal na kaajal, saari duniya se main begaani
deewaani deewaani main teri o sanam jaanemann - (2)

(sargam)
mohabbat ki surat mein yuun rab mila, tera pyaar paakar mujhe sab mila
mujhe mil gayi ek nayi jindagi, ajab cheej hai yeh sanam aashiqi
haan sanam aashiqi
na kasame na rasme iraade na waade, saaari duniya se main begaana
deewaana deewaana main tera o sanam jaanemann
haan deewaani deewaani main teri o sanam jaanemann

(sargam)
main tujhako tujhi se sanam maangati hoon
main sabse jyaada tujhe chaahati hoon
jara chir ke dil jahaan ko dikha do
mohabbat bhare dil ki kimat bata do, kimat bata do
na daulat hukumat na puja ibaadat, saari duniya se main begaani
deewaani deewaani main teri o sanam jaanemann
deewaana deewaana main tera o sanam jaanemann
na aanchal na chudi na paayal na kaajal
na sona na chaandi na heerein na moti
na daulat hukumat na puja ibaadat
na kasame na rasme iraade na waade
na basti na jungle na raste na majil
na rishtein na naate na dhaage na bandhan
saari duniya se main begaana
deewaana deewaana main tera o sanam jaanemann
haan deewaani deewaani main teri o sanam jaanemann
(sargam)


lowerbanner

Free Deewana Deewana Main Tera songs download

Recent Tag : Free Deewana Deewana Main Tera songs download, Deewana Deewana Main Tera mp3 song free download, online play Deewana Deewana Main Tera mp3 song, Deewana Deewana Main Tera lyrics, Deewana Deewana Main Tera from Hero Hindustani 1998