free download Mere pyase man ki bahar From Honeymoon 1973


Title : Mere Pyaase Man Ki Bahar
Movie/Album Name: HONEYMOON
Singer(s) : KISHORE KUMAR & ASHA BHOSLE

Lyrics:

Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, O   mere pyaar,
Sama pyaara pyaara hai,
Haa sanam, haa sanam, haa sanam - samaa se bhi pyara hai,
Kya sanam, kya sanam, kya sanam ?
Tumhara phool sa chehra yeh dilnashi
Chodo hum jo bhi hai, tum bhi to kam nahin,
Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar.

Yeh dil gungunata hai
Kya sanam, kya sanam, kya sanam, mere geet gata hai?
Haa sanam, haa sanam, haa sanam,
To chodon ye adaa, gale to milne do,
Jaldi hai aisi kya, ye din to dhalne do,
Mere pyase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar,

Yoon hi door rehna hai ?
Naa sanam, naa sanam, naa sanam, Kahoon jo bhi kehna hai?
Haa Sanam, haa sanam, haa sanam,
Teri bahon mein hain mere dono jahan,
Kahne ko hum hain do, lekin hain ek jaan,
Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar.

...POSTED BY-RAVI SAHU


lowerbanner

Free Mere pyase man ki bahar songs download

Recent Tag : Free Mere pyase man ki bahar songs download, Mere pyase man ki bahar mp3 song free download, online play Mere pyase man ki bahar mp3 song, Mere pyase man ki bahar lyrics, Mere pyase man ki bahar from Honeymoon 1973