free download Phir se mausam baharon ka From Iftikhar Sultan
Song Lyrics Title: Phir se mausam baharon ka
Song Lyrics Movie : Album / Iftikhar Sultan
Singer(s): JagjitSingh
mp3 songs
phir se mausam baharon ka aane ko hai phir se rangin zamana badal jaayega ab ki bazm-e-charaaghaan saja lenge hum ye bhi armaan dil ka nikal jayega aap kar dein jo mujh pe nigaah-e-karam meri ulfat ka reh jayega kuchh bharam yuun fasana to mera rahega yahin sirf unvan us ka badal jayega phiki phiki si kyun shaam-e-maikhana hai lutf-e-saqi bhi kam khali paimana hai apni nazron se hi kuchh pila dijiye rang mehfil ka khud hi badal jayega mere mitne ka un ko zara gham nahin zulf bhi unki aye dost barham nahin apne hone na hone se hota hai kya kaam duniya ka yuun hi to chal jayega aapne dil kisi ka jo toda to kya aapne uski duniya ko chhoda to kya aap itne to aakhir pareshan na hon vo sambhalte sambhalte sambhal jayega
Posted by: {Anju}
Free Phir se mausam baharon ka songs download
Recent Tag : Free Phir se mausam baharon ka songs download, Phir se mausam baharon ka mp3 song free download, online play Phir se mausam baharon ka mp3 song, Phir se mausam baharon ka lyrics, Phir se mausam baharon ka from Iftikhar Sultan