free download Mere bachpan ke saathi From Anmol Ghadi 1946


Song Lyrics Title : Mere bachpan ke saathi
Song Lyrics Movie : Anmol Ghadi 1946
Singers : Noor Jehan
Song Lyricists : Tanvir Naqvi
Music Composer : Naushad Ali
Music Director : Naushad Ali
Director : Mehboob Khan
Starring : Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra

mp3 songs

Mere bachpan ke saathi
Mujhe bhool naa jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa
Mere bachapan ke saathi
Mujhe bhool na jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa

Gham furqat ke sah na sakoongi
Sah na sakoongi
Roungi kuchh kah na sakungi
Dushman hai saaraa jahaan
Dushman hai saaraa jahaan
Jaaun kahaan haan
Teri ulfat hai jeene kaa bas ik bahaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa

Raat guzaarun gin gin taare
Gin gin taare
Kaise aaun paas tumhaare
Tum ho kahin main kahin
Tum ho kahin main kahin
Chain nahin ho
Haaye duniya ne dil kaa
Mere gham na jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa

Koyi dil kaa dard na jaane
Dard na jaane
Apne bhi ab hai begaane
Ro ro ke kahtaa hai dil
Ro ro ke kahtaa hai dil
Aa saajan mil ho
Bas itnaa hi sun le
Meraa hai fasaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa
Mere bachpan ke saathi
Mujhe bhool naa jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa

Posted by : {Anju}



lowerbanner

Free Mere bachpan ke saathi songs download

Recent Tag : Free Mere bachpan ke saathi songs download, Mere bachpan ke saathi mp3 song free download, online play Mere bachpan ke saathi mp3 song, Mere bachpan ke saathi lyrics, Mere bachpan ke saathi from Anmol Ghadi 1946