free download Chahoon Bhi to ab From Force 2011


Song lyrics title: Chahoon Bhi (Force (2011)
Song lyrics: Force (2011)
Singer: Karthik & Bombay Jayshree


mp3 song
lyrics


Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai

Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai
Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan
Raat se hai lambhi kahin, dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon
Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai
Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan
Raat se hai lambhi kahin, dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon (kaise kahoon)

Tumse mujhe yeh kehna tha woh keh raha tha humdum
Ho saamne toh kya kahoon, kya kehna tha humdum
Kaise yeh, jazbaat hain
Iss dil mein toh, din raat hain
Honthon pe kyun aane se yeh sharmaate hain
Aankhon mein kyun yeh har gadi aa jaate hain
Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai

Hum kyun kahe, joban kahe, ik baat hai jaana
Dhadkan kahe, dhadkan sune, woh raat hai jaana
Dil bole bin hai bolta
Sab raaz hai yeh kholta
Jab khwab hai, jazbaat hai, ehsaas hai
Toh kehna kya, toh sunn na kya, awaaz hai
Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai
Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan
Raat se hai lambhi kahin, dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon


lowerbanner

Free Chahoon Bhi to ab songs download

Recent Tag : Free Chahoon Bhi to ab songs download, Chahoon Bhi to ab mp3 song free download, online play Chahoon Bhi to ab mp3 song, Chahoon Bhi to ab lyrics, Chahoon Bhi to ab from Force 2011