free download Teri Haan Ka Na From Barsaat Ki Raat 1998


Song Lyrics Title = Teri Haan Ka Na Ka Na Main
Song Lyrics Movie = Barsaat Ki Ek Raat
Singers =  Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Song Lyricists =  N/A
Music Composer =  Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director =  Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director =  Bharat Kapoor
Music Label =  Venus Records
Starring =  Deepshika, Dharmendra, Dinesh Hingoo


mp3 songs

Teri haan ka teri na ka
Ho, teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi
Teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi
Tu haan kar ya na kar,
Tu haan kar na kar
Kuchh bhi kar main pyar karungi
Teri haan ka na ka,
Main na intejar karugi
Tu haan kar ya na kar,
Tu haan kar na kar kuchh bhi kar
Main pyar karungi
Ho, teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi

Chhod ye kagaj kalam davat,
Chhod ye kagaj kalam davat
Tham le mere gore hath,
Chhod ye kagaj kalam davat
Tham le mere gore hath
Hai wo bade sharam ki baat
Main jo karungi tere sath,
Main jo karungi tere sath
Ek baar nahi do baar nahi,
Ek baar nahi do baar nahi
Sau baar karungi
Teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi
Ho, teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi

Kar jaungi aisa kaam,
Sun kar sab lenge dil tham
Kar jaungi aisa kaam,
Sun kar sab lenge dil tham
Jhuta lekar tera naam,
Kar dungi tujhko badnaam
Kar dungi tujhko badnaam,
Ye laaj sharam ki rekha bhi
Ye laaj sharam ki rekha bhi,
Main paar karungi
Teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi
Tu haan kar ya na kar,
Tu haan kar na kar kuchh bhi kar
Main pyar karungi

Teri haan ka na ka,
Main na intejar karunga
Teri haan ka na ka,
Main na intejar karunga
Tu haan kar ya na kar,
Tu haan kar na kar kuchh bhi kar
Main pyar karunga, main pyar karungi
Main pyar karunga, main pyar karugi.

Posted by : Priyanka Shukla





lowerbanner

Free Teri Haan Ka Na songs download

Recent Tag : Free Teri Haan Ka Na songs download, Teri Haan Ka Na mp3 song free download, online play Teri Haan Ka Na mp3 song, Teri Haan Ka Na lyrics, Teri Haan Ka Na from Barsaat Ki Raat 1998