free download Tere Ang Ka Rang From Chand Aur Bijli 1969


Song Lyrics Title = Tere Ang Ka Rang Hai Angoori
Song Lyrics Movie = Chand Aur Bijli
Singer = Sharda
Music By = Shankar Jaikishan        
Lyricist = Indeevar
 
mp3 songs

tere ang ka rang hai anguri tauba
tere hotho ki rangat sinduri tauba
tauba tauba
tere ang ka rang hai anguri tauba
tere hotho ki rangat sinduri tauba
tauba tauba

ye bedhadak jawani dariya ke jaise pani
bahon mein tham le tu main hoon chali diwani
ye bedhadak jawani dariya ka jaise pani
bahon me tham le tu mai ho chali diwani
tere ang ka rang hai anguri tauba
tere hothon ki rangat sinduri tauba tauba tauba

baton mein ek maza hai hasane me bhi tu ada hai
khush rain zindagi bhar nainon me wo  nasha hai
baton mein ek maza hai hasane mein bhi tu ada hai
khush rain zindagi bhar naino me wo nasha hai

tere ang ka rang hai anguri tauba
tere hotho ki rangat sinduri tauba
tauba tauba tauba tauba

Posted by : Priyanka Shukla


lowerbanner

Free Tere Ang Ka Rang songs download

Recent Tag : Free Tere Ang Ka Rang songs download, Tere Ang Ka Rang mp3 song free download, online play Tere Ang Ka Rang mp3 song, Tere Ang Ka Rang lyrics, Tere Ang Ka Rang from Chand Aur Bijli 1969