|
free download Kya Loge Aap From Dafaa 302 1975
|
|
|
Song Lyrics Title = Kya Loge Aap Song Lyrics Movie = Dafaa 302 Singer = Asha Bhosle Music By = Laxmikant Pyarelal Lyricist = Indeevar
mp3 songs
ayiye are ayiye na tasrif layiye kamal hai pahli bar aye hai hamare ghar ap aji pahli bar hua hai apse milap kahiye kahiye na, kahiye kahiye na kya lenge ap kuch to lena padega kya lenge ap kuch to lena padega khidmat ka moka hame dena padega kya lenge ap kuch to lena padega kya lenge ap kuch to lena padega
maykhane wali hai paimane wali hai akho ki lali hai najro ki pyali hai kya lenge ap kuch to lena padega kya lenge ap kuch to lena padega
dosti na sahi dusmani hi sahi kuch to rista mere sath rakhiye ap ki bat par sochungi kabhi ap pahle meri bat rakhiye aise hi na jane dungi aisa na chalega kya lenge ap kuch to lena padega kya lenge ap kuch to lena padega
ham hai khuda ki tarah akele aao aao na kyu ghabrate ho kya hamse koi khata ho gayi kuch naraj najar ate ho kya lenge ap kuch to lena padega khidmat ka moka hame dena padega kya lenge ap kuch to lena padega
apna ghar janiye gair mat maniye baithiye thoda aram kijiye koi paigam hai hamse kya kam hai saf kahiye takaluf na kijiye aise hi na jane dungi aisa na chalega kya lenge ap kuch to lena padega kya lenge ap kuch to lena padega
ane ki fursat mili bahut dino ke bad par badi umar hai apki abhi kiya tha yad apke bangle par aa gayi mai agar kya karenge nahi ap khatir dekhenge kuch yaha milta hai kuch waha jindagi ek soda hai akhir aise hi na jane dungi aisa na chalega kya lenge ap kuch to lena padega kya lenge ap kuch to lena padega maykhane wali hai paimane wali hai akho ki lali hai najro ki pyali hai kya lenge ap kuch to lena padega kya lenge ap kuch to lena padega
Posted by Priyanka Shukla
| |
|
|
Free Kya Loge Aap songs download
Recent Tag : Free Kya Loge Aap songs download, Kya Loge Aap mp3 song free download, online play Kya Loge Aap mp3 song, Kya Loge Aap lyrics, Kya Loge Aap from Dafaa 302 1975